![]() |
|
|||||||
| Halaat e Hazira Discussion about politics in Pakistan , Government of Pakistan, National assembly of Pakistan , Pakistani media &journalists, Supreme Court of Pakistan, Pakistani police, education system in Pakistan, World affairs etc. |
![]() |
|
|
Thread Tools | Display Modes |
|
#1
|
|||
|
|||
|
America ka agla nishana
Assalam-u-alaikum
Mein is waqt jahan hun wahan per inpage available nahi hai ...kuch dinon tak wapis jaonga to inshAllah inpage ka istemal shoroo karonga ...filhaal yahan mera sawal aap sab sey yeh hai key America ka agla nishana konsa mulk hai......dekhney mein woh korea ya iran per baat ker raha hai lekin kia apko yeh nahi lagta key buniyadi taur per woh pakistan ko ghaseet raha hai kuinkey unka ilzaam hai key iran ki johri kuwwat ki wajah pakistan mein paye janey wali laboratories hain jahan sey mawad jata hai......Pakistan ko is ilzaam mein ghair liya jayega aur Pakistan ka istemal phir mazeed buri tarah kiya jayega ...yeh mera zaati khayal hai ....Aaap sab bhi is mamley mein apni raye share karein Allah Nigehban
__________________
The Greatest Tragedy Of The Life Comes From The Greatest Expectation Of The Life |
|
#2
|
|||
|
|||
|
#3
|
|||
|
|||
|
Asslamoaliucm
Hamara Khayal haykay fouri tour par to aisa nahin hoga albata long run mian iran and sham ki bari aa sakti ha, pakistan par burra waqat to shaid aa sakta hay lekin itna nahin jitna iraq par aaya tha |
|
#4
|
||||
|
||||
|
salam Mist
app ke baat durust hai lakin abhi america ko iss mohreyy"pakistan " ke zaroorat hai iss liye auss ka agla shikaar "iran " hai wasee hamare jo siyasatdaan hain naa inn ke liye "hakeeke-zamhuriyat ka bandobast bhi yeh america he karee gaa ,jin ko sadar ke wardii ke fikar hai awaam ke bajayee jiss karha ke zamhuriyat "afghanistan, aur iraq mein mein aaye hai wasee yeh |
|
#5
|
||||
|
||||
|
gg app sabb ki batien ttekk hai laiken na to iran iraq hai awr na hi sham.awr PAKISTAN per hamla mere nazdeek dunya ko tabhii ke dahanee per le gaee ga.may be WW3.pakistan se mufadd china ke hain ager pakistan gya to china ko baik new awr bohat barda khtraa lahiqq ho gae ga.awr atomic labs ke bareein mien to ye hain ager aik dafa koi mulaq bana leta hai too us ki labs ko taba ker b uss se yetech nahi liya ga sakta.awr is ke elwa america agle 3+ years kisi per attack ki halat mien nahi hai.age us ki economy ka koi hall hi nahi to iran per age hamla hon filhal mumkin nahi ager essa huwa to iran awr iraq usa ke liye afganistan bann gae ga.
abb Iran ko chaye ke wo ganjii tyarii start ker de. su-30s from russia.fc-1 from us iss se unn ke defence bohat assani ho gi laiken is se b usa ko hara nahi sakte lets hope ke russia apna badlaa le. |
|
#6
|
||||
|
||||
|
Pakistan par to nahi ho sakta .... hum jo bethe hain
lekin Amrica ki poori koshish hai ke woh Iran ko zer-e-Dast kare .. lekin Iran bhi Iran hai .. koi aam mulk nahi hai ![]()
__________________
|
|
#7
|
|||
|
|||
|
Assalam-u-alaikum
janab pakistan per hamley ki baat kar rahey hain to mein apka dhayan 2 baton per dilwata hun.....key hamarey mulk mein unstablity ki do-teen wajoohat hain , eik to kuch arsa pehley mushahid hussain sahib ney press conference ki thi jismein sarey mumalik key safeeron ko bulwa kar apney mulk key aman ki soorat-e-haal sey a gaah kiya tha and yakeen dilaya tha key sab theek hai , uskey ilawa musarraf sahib bhi ankareeb khatab kareingey kaum sey , and sab sey barh kar agar apney sheikh rasheed ka bayan suna ho tv per to eik tv channel sey baat kartey huey unhoney kaha tha key ap ko nahi pata lekin pakistan key atomic takat honey pe kafi batein ho rahi hain and pakistan ki is kuwwat key uper masla bhi arhaa hai ......bhai jaan yeh nishaniyan hain key ander hi ander koi masla chal raha hai......khair Allah behter janey kia hoga is mulk ka ![]() Allah Nigehban
__________________
The Greatest Tragedy Of The Life Comes From The Greatest Expectation Of The Life |
![]() |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
|
|