![]() |
|
|||||||
| Notices |
| Islam Islam = Quran + Hadis |
![]() |
|
|
Thread Tools | Display Modes |
|
#1
|
||||
|
||||
|
بسم اللہ الرحمٰن الرحیم السلام علیکم دوستو غسلِ جنابت کا طریقہ صحیح احادیث کی روشنی میں ۔۔۔
__________________
الَّذِينَ إِذَا أَصَابَتْهُم مُّصِيبَةٌ قَالُواْ إِنَّا لِلّهِ وَإِنَّـا إِلَيْهِ رَاجِعُونَ جنہیں ، جب کبھی کوئی مصیبت آتی ہے تو کہہ دیا کرتے ہیں کہ ہم تو خود اللہ تعالیٰ کی ملکیت ہیں اور ہم اسی کی طرف لوٹنے والے ہیں ۔ ( سورة البقرة : 2 ، آیت : 156 ) === لال مسجد : قومی المیہ === احادیثِ نبوی (صلی اللہ علیہ وسلم) ۔۔۔ اب اُردو میں آن لائن |
|
#2
|
|||
|
|||
|
to yeh tareeqa key
pehlay wozoo ker kay poray jisam per pani baha lia jaey to gusal ho jata hay , ghalat hay kia ------- i think key app hi nay yeh tareeqa bataya tha pehlay
__________________
take care |
|
#3
|
||||
|
||||
|
Shukriya bahi
__________________
Tahafuzehadees Foundation E-mail: tahafuzehadees@gmail.com website:www.wkrf.net Munkeer-e-Hadees Key salwat un key jawabat aur bohat kuch |
|
#4
|
|||
|
|||
|
Sukeriya bhai nice sharing
__________________
|
|
#5
|
|||
|
|||
|
Halat-e-Janabat Mai'n Wazoo??????
1. Sub say pehlay sharamgah ko dho lijiay.
2. phir apnay hath achchi tarah dho lijiay. 3. phir aap naha lijiay or tasalli kar lijiay keh aap kay jisam par ab koi ghilazat baqi nahee'n. 4. phir aap ghusal-e-janabat ki niyyat kijiay keh "niyat karta/karti hoo'n ghusal-e-janabat ki wajib qurbatan ilAllah". (yaad rahay keh niyyat alfaz ki mohtaj nahee'n hoti). 5. phir aap 3 martabah apnay hatho'n ko kalayo'n tak dhoyay. 6. phir aap 3 baar kulli kijiay or halaq tak apnay munh ko saf kijiay. 7. phir aap 3 baar naak ki naram haddi tak pani ko chulloo mai'n bhar kar char'haiay. 8. phir aap apnay sar ko gardan tak is tarah dhoyay keh koi hissa khushk na rahay or sar mai'n unglio'n ki poro'n say balo'n ko pani daltay waqt is tarah jhasai'n keh sar kay bhi kisi hissay kay khushk rehnay ka koi ehtamal baqi na rahay. 9. phir aap apnay jisam ki (right side) par oopar say neechay tak is tarah pani daliay keh koi hissa bhi khushk naa rahay or pani (left side) ki taraf jata hooa neechay tak ja'ay. 10. or aakhir mai'n apnay jisam ki (left side) par oopar say neechay tak is tarah pani daliay keh koi bhi hissa khushk na rahay or pani (right side) ki taraf jata hooa neechay tak ja'ay. jab aap ghusal kar lai'n to pak kapray pehen kar wazoo karai'n. ghusal say pehlay wazoo ka kia matlab????? or woh bhi halat-e-janabat or barahna halat mai'n????? Allah o Akbar. Ghusal kay doran barahna halat mai'n ziada say ziada niyat kay mandarja bala kalmat hi ada kiay jaa saktay hai'n us say ziada or kuch bhi nahee'n. jab keh wazoo kay liay kalma-e-Tayyaba ka wird lazim hay or barahna halat mai'n kalma-e-Tayyaba ka wird yaqeenan manafi-e-adaab-e-Kalma-e-Tayyaba hay. Note: Shia (asna ashari) maktaba-e-fikar ka yehee tareeqa-e-ghusal-e-janabat hay agar koi isay Shia Tareeqa-e-ghusal-e-janabat honay ki wajah say naa apnana chahay to woh apnay maktaba-e-fikar kay tareeqay par amal kay liay mukammal tor par azaad hay. Last edited by NadeemZaidi; 06-23-2009 at 05:43 PM. |
|
#6
|
|||
|
|||
|
Mufti Akmal Sahib
Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh! Agar kissi islami bhai ko sahi samjh nahi aiy to wo neechey di hui link par click kar key Hazrat MUFTI AKMAL SAHIB ki video's dekh lay, jis mein unhon ne (Major Ablution) yani ghusal ka tareeqa beaan kiya hai, aap ek marta zaroor dekhiey ga, inshallah azwajal aap ko bohat faida ho ga! Yahan pe Click Karein! |
|
#7
|
||||
|
||||
|
nice sharing
|
|
#8
|
||||
|
||||
|
JAZAKALLAH
|
|
#9
|
|||
|
|||
|
achhi sering hy aap mashallh jazak allh
|
|
#10
|
||||
|
||||
|
Jazak Allah bazauqe bhai keep sharing
|
|
#11
|
||||
|
||||
|
i am comback baazauqe bhai insha Allah bohat jald main bhi thread send karon ga .
|
|
#12
|
||||
|
||||
|
Jazak Allah bazauq bhai Allah Taala aap ko es ka ajar de Ameen aap ne ye thread likh kar hamari maloomat main bohot ezafa kya .meri aek riquest hia aap se k aap ne aek inpage ki file di thi jis mian pora Quran Pak arbi mian likha hova tha mujhe us file ka link nahi mil raha Pleas aap mujhe us ka link de dian Allah Pak aap ko es ka Ajar e azeem ata kare Ameen
|
![]() |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
|
|